πππππ
Sab Tumhare Liye
Jaan-e-Jana’n Ye Jahan, Ye Zameen Aasman
Ye Mere Raat Din, Khaak Hyn Tere Bin
Ye Meri Zindagi, Dosti Dushmani
Raste, Waste, Sab Tumhare o Socho Mere Waste Kuch Kabhi
Main Sitaro’n Ko Muthi Main Bhar Laonga
Tum Agar Ek Din Mujh Ko Awaz Do
Main Jahan Par Bhi Honga Laut Aonga
Ye Mere Jism-o-Jan Mere Shair-o-Sukhan
Meri Tanhaiyan
Bazm Aaraiyan
Ab Tumhare Liye
Sab Tumhare Liye…/
Sab Tumhare Liye
Jaan-e-Jana’n Ye Jahan, Ye Zameen Aasman
Ye Mere Raat Din, Khaak Hyn Tere Bin
Ye Meri Zindagi, Dosti Dushmani
Raste, Waste, Sab Tumhare o Socho Mere Waste Kuch Kabhi
Main Sitaro’n Ko Muthi Main Bhar Laonga
Tum Agar Ek Din Mujh Ko Awaz Do
Main Jahan Par Bhi Honga Laut Aonga
Ye Mere Jism-o-Jan Mere Shair-o-Sukhan
Meri Tanhaiyan
Bazm Aaraiyan
Ab Tumhare Liye
Sab Tumhare Liye…/
πππππ
Baki kuch na raha ab zamane ma
Jawani guzr rahi maikhane ma
Ab to karle pyar par yakeen zalim.
Varna zindagi beet jayegi azmane ma
Jawani guzr rahi maikhane ma
Ab to karle pyar par yakeen zalim.
Varna zindagi beet jayegi azmane ma
πππππ
Aziz hai mujhay her shay se dosti apki, Uter gai hai meray dil may sadgi apki, Ab apnay aap se kaisy juda karo gay mujhy,
Ap aftab hain or ma hon rooshni apki,
πππππ
Muhabato me
shumar kesa?
Swal kesa?
Jwab kesa?
Muhabtain
to
muhabtain
hain
muhabton
main
hisab kesa?
πππππ
Ap barhum hi sahi baat to kar lain hum se
kuch na kehne se "MOHABBAT" Ka guman hota ha.
kuch na kehne se "MOHABBAT" Ka guman hota ha.
πππππ
Haath Chohte to rishte nahi chohta Karte…
Waqt ki shaakh se Lamhe nahi toota karte….
Milte hain kuch log aise zindagi me….
Jinse kabhi naate nahi tota
karte…..
πππππ
Badalna ata nahi humko Mousamon ki tarha
Har ek roop main tera Intezaar karte hain
Na samait sakogi jise Qayamat tak…
Qasam KHUDA ki tumhain itna PYAR karte hain
πππππ
Dil k bazar me dolat nahi dekhi jati,
Pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati,
Ek hi insan par luta do sab kuch.
Kyun k psand ho chez to keemat nahi dekhi jati.
πππππ
Kuch naksh dil sy mataay ny jatay kuch log u asany say bhulaiy ny jatay kitnay ajeeb hotay hai dil k muaamlay mehsoos kiye jatay hai bataay ny jatay.
πππππ
Hum to khoye hue se rahte hai apni manjil ki talash main, Na jane ye anjan manjil hame le jayegi kis maqam pe, Ab to tay suda hai mere kismat ki lakir, jo khichi jane wali hai mere humsafar ke ek jawab se.